Best Love SMS In Hindi

Saturday, 12 July 2014


Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do,
1 bay naam si mohabbat mere naam kar do,
Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do,
Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar do…

_______________________________


Aaj door se hi koi salam kar gaya,
apni yadon ka ghulam ker gaya ,
apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas,
aaj wohi humain nilaam kar gaya….

_______________________________


Kal raat machar ne kata mere chehre par,
dil mien junoon tha…aankhoon mien khoon tha,
uthaya ussay masal dene k liye par khayal aya,
kambakht mien bhi akhir apna hi khoon tha…

_______________________________


Kaash hum SMS hotay
aik click main tumhare paas hotay
Bhale tum Hamein delete kar dete
par kuch pal ke liye hum tumharay ehsaas to hotay 

_______________________________


Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
Jiyo apni zindagi aise,
jaise ji raha gulab hai.
Reh kar sath aap kaanto k bhi,
muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai…

_______________________________


Baray hi sarfrosh hua kartay hain,
Haqiqaton ki aaghosh huwa karty hain,
Meri chup se naraz na hua karo,
Gehray samunder hamesha khamosh howa kartay hain… 

_______________________________


Jane kis baat ki mujhko saza deta hai,
meri hasti hui ankhon ko rula deta hai.
_______________________________


Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.

_______________________________


Ae chand, apni chandni per itna guroor na ker,
ek chand sa dost hum bhi rakhtay hain,
Jab taarif tere chand ki hoti hai,
log misaal mere chand ki dete hain.

_______________________________


Door waadiyoN mein dhundley badal
chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain,
Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain


Visitors