Deepika Hot Photo In Bikini | HD Photo

Thursday, 7 August 2014










Best Hindi Shayaris SMS And Love SMS


Ho jo nazdik whi dur hua krte he,

...
 Dur Hote he to majbur hua krte he,
..
 Wo na Samje to unka koi Kasur nhi
.. 
Nasamj log bekasur Hua krte Hai.
_______________

Mat Zikar Kijye Meri Adaa K
Baaray
Mai,
Main Buhat Kuch Janta Hoon
Wafa K
Baaray Mai,
Suna Hai Woh Bhi Mohabbat Ka
Shoq Rakhte Hain,
Jo Jante Hi Nahi Wafa K Baara
______________

Toot ke bikharta hu to is baat ka ahsaas hota hai

Zindgi itni taqleef deti hai to mout ka aalam kya hoga

______________

Rulana har kisi ko aata hai...
Hasaana kisi kisi ko aata hai.
Rula kar jo mna le wo aapka dost hai...
Aur jo rula kar khud ansu bahaye wo aapka sachcha pyar hai..
______________

BHEEG JATI HAIN JO PALKE KHBHI TANHAI ME,
DARTE HAIN KI DARD MERA KOI JAAN NA LE,
CHALNA PASAND KRTI HU ME BARISH ME,
KAHI KOI MERE AANSHU NA PEHCHAAN LE..

GOLU ne naya Saloon khola | Hindi Jokes


GOLU ne naya Saloon khola.
1 Aadmi Shave karane aaya.
GOLU-Muchhe rakhni hai?
Man-Hai.
GOLU
.
.
.
.
.
.
.
.
Muchchhe kaat ke- Lo ji rakh lo jaha
rakhni hai

Sabse Zyada Gussa Kab Aata Hai. | Hindi Jokes SMS

Sabse Zyada Gussa Kab Aata Hai..???
.
.
.
Jab Aapka Teacher Bole
Ki Main Kal Class TEST Lunga Aur Next Day Jab Wo Test Lena Bhool Jaye,
.
.
.
Aur Class Ka Koi Bachcha
Bol De..
.
.
.
.
.
Sir ! Aaj Test Nahi Loge
Kya..???

Best Funny Hindi Jokes | Short Jokes SMS

Tuesday, 5 August 2014


k bacha boy:" girl ko kiss karte huye
dekh leta hai..
.
Bacha:" mujhe bhi karne do warna
main apke papa ko bata dunga..
.
Ladki:" Le yaar tu bhi karle,
.
.
.
Bacha kafi try karta hai, par wo
height me kam reh jata hai
.
.
Baccha pareshan
ho kar:" Bhaad me gayi duniyadari"
jo kaam galat hai wo galat hai...Main
to bataunga... ..')a

Funny Jokes Between Pappu And His Wife


Shaadi ke baad Pappu ne apni
wife se pucha :
.
"Tumhare shadi se pehle kitne
boyfrnd the?"
.
Wife ne 1 lifafa dia, jisme
chawal k kuch dane aur 200 Rs.
the.
.
Pappu : Ye kya?
.
Wife : Mai jab bi boyfriend
banati thi to 1 chawl ka dana
isme dal deti thi.
.
Pappu (Dane gin ke) Bus 7? Aur
ye 200 Rs.
Kyun?
.
.
.
Wife : 4 killo chawal bech
diye..

Love Heart Feel Hindi Shayari SMS

Monday, 14 July 2014

Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh oonchaai kis kaam ki!


Yeh bhi ek dua hai khuda se,
Kisi ka dil na dukhe hamari wajah se,
Aye khuda kar de kuchh aisi inaayat hum pe,
Ki khushiyaan hi milein sabko hamaari wajah se.


Utha hua har hath dua ke liye nahi hota,
Jhuka hua har parda hawa ke liye nahi hota,
Apni galtiyon se bhi chirag bhuj jate hai aksar,
Kasoor hawa ka har baar nahi hota…


Ab ho gaya hai aadmi ,
Bikta hai jahaan pyaar bhi saamaan ki tarah,
Pehchaan bhi hai mushkil mukhauton ke daur mein
Dikhta hai bhediya bhi insaan ki tarah!!


Zindagi ki uljhanon ne hamaari sharaaratein kam di,
Aur log samajhne lage ki hum samajhdaar ho gaye.


Ek talwar ki keemat hoti hai uski dhaar se,
Insaan ki keemat hoti hai uske vyavhaar se.


Choo le aasmaan zameen ki talaash na kar,
Jee le zindagi khushi ki talaash na kar,
Takdeer badal jaayegi khud hi mere dost,
Muskurana seekh le wajah ki talaash na kar.


Thikana kabra hai to
Ibaadat kar musafir
Kehte hain khaali haath
Kisi ke ghar jaaya nahi karte


Ye arzoo nahi ki kisi ko bhulayein hum.
Na tammana hai kisi ko rulayein hum.
Par dua hai us rab se ek hi,
Jisko jitana yaad karte hain usko utana yaad aayein hum.


Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako,
Dua aisi karo ki khuda ko pa sako,
Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain,
Jiyo aise ki har pal mein zindagi pa sako..!

Latest Love Heart Touching SMS In Hindi

Mahek kya hoti hai fizao se pucho,
Pyar kya hai mere dil se pucho,
tadap kya hai meri diwangi se pucho,
hum kitne tanha hai tere bina ye,
bhari mehfil se pucho.

Jitna pyar paya hai tumse.
Ussse aur jyada pane ko jee chahata hai.
Jane who kaun se khubi hai aap me
ki har rishta apse banane ko je chahata hai


"Phool"use dena jo "bahar" jaanta ho,
"dard"usey dena jo "karaar"janta ho
"tym"use dena jo "intezar" janta ho
or "dil" use dena jo "pyar" janta ho

Narazgi Ka Sabab To Puch Liya Kro
Duriya Lakh Ho Yad To Kr LIya Kro
Mat Rkho Beshk Har Pal Ki Khbar
Zinda H Ya Mar Gye Itna To Puch Liya Kro.

Tumhari dosti tumhari wafa hi kafi hai,
Tamam umar yeh aasra hi kafi hai,
Jahan bhi milo mil-k muskura dena,
Mere liye yeh silsila hi kafi hai..

Ishq ne hame benaam kar diya,
har khushi se hame anjaan kar diya,
hamne to kabhi nahi chaha ke hame bhi mohabbat ho,
Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya…

Kabhi aana hamare sath,
ek sapno ki duniya,apko batayenge,
rehna chahoge aap bhi jaha,
aisi woh duniya hum dikhayenge..


Hum Aap Ko Kabhi Khoney Nahin Denge .
Juda Hona Chaha To Bhi Hone Nahin Denge .
Chandni Raton Mein Aye Gi Meri Yaad .
To Meri Yaad Ke Woh Pal Aap Ko Sone Nahin Denge…

Jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar
koi bhi aaina acha nahin lagta
teri mohabbat mein aise hue hai deewane
tumhe koi aur dekhe toh acha nahin lagta…

Itne yakin se to hum keh nahi sakte,
Ke hum apko yaad rakh payenge,
Par itna wada jarur kar sakte he,
Zindgi mein aapko kabhi bhul nahi payenge…

LoG SHoR se
JaaG JaaTe HaiN..!!
YaaRo
========
MuJe Uski
KHaMosHi SoNeY NaHi DeTi..!!


Hindi Jokes Latest And New On Market

Saturday, 12 July 2014

Hum ek baar jeete hai.. ek baar marte hai..
 shaadi bhi ek baar hoti hai..
 But pyaar do teen baar ho jata hai!! 
___________________________


Sharabi :- Garam kya hai ?

Waiter : Chowmein.
Sharabi :- Aur garam ?
Waiter :- Soup.
Sharabi :- Aur garam ?
Waiter :- Ubalta pani.
Sharabi :- Aur garam ?
Waiter :- Aag ka gola hai saale.
Sharabi :- Lekar aao , ciggratte jalani
hai. 

___________________________


Pappu ne Ghar Ka Darwaza Ukhada Aur Kandhe Pe Rakh Ke Bazaar Me Gaya...

Ek Aadmi Ne Poocha : O Bhai, Kya Darwaza Bechna hai ???
Pappu : Nahi, Tala Khulwana Hai, Chaabi Gum Ho Gai Hai...
Hanso Mat !!!
Joke Abhi Aage Hai :
Aadmi Pappu Se : Agar Ghar Me Chor Ghus Gaye Toh ???
Pappu : Andar Kaise Jayega ???
Darwaza Toh Mere Paas Hai..!!

___________________________


Aunty 1- Humari beti ke liye rishta aaya hai.

Aunty 2- Woww..ladka kya karta hai?
Aunty 1- Kya karta hai pata nahi but office train se jata hai..
wo bhi first class pass nikal ke.
Aunty 2- Waah! Kafi ameer khandan lagta hai.

___________________________


" Bachpan me hum vaha sona pasand karte the..
 jaha se chand taarien nazar aate the or aaj vaha jaahaa.........

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Charger ki pin lag sake...... 



" Baithe the tere khayaalo me ,....

Kore kaagaz pe likha tera naam........
Tasveer b bana daali or likhaa ye paigaam.........
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Zinda ya murda pakadne waale ko 5000 nakad inaam....... 

___________________________


In train girl sitting next to me

Me : tumhari sandle kitni achhi he
Girl : utaru kya?
Me : chal hat pagli usse achhi to teri jeans he.

___________________________


Tufaani baarish

Aadhi raat
Ek aadmi pizza hut se pizza lene gaya
Pizza wala:- aap married ho??
Aadmi:- saale, aise tufaan me kaunsi maa apne bete ko pizza lene bhejegi 

___________________________


1st Friend:' Yaar Mai Jis Ladki Ko Chahta Hu, Usne Mujhse Shadi Nahi Ki..

..
2nd Friend:' Tumne Use Bataya K Tera Chacha Crorepati Hai ??
..
1st Friend:' Haa mene bataya Tha..
..
2nd Friend:' To Phir ??
.
..
1st Friend:' Ab Wo Meri Chachi Hai..

___________________________


Boy : I love you

Girl : I am not ready
Boy : Ab make up karegi bolne se pehle? 

___________________________


College Wali Masaledar Hoti Hai…

Office Wali Fikki.
Ghar Wali Mein Taste Nahi Aata.
Hotel Wali Mast Hoti Hai.
Par Chai To Chai Hai. . . . .
Aap Kya Samjh Rahe The? 

Best Love SMS In Hindi


Is dil ka kaha mano 1 kaam ker do,
1 bay naam si mohabbat mere naam kar do,
Meri zaat pay faqat itna ehsaan kar do,
Ghar say naha k niklo, poray muhallay ko hairaan kar do…

_______________________________


Aaj door se hi koi salam kar gaya,
apni yadon ka ghulam ker gaya ,
apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas,
aaj wohi humain nilaam kar gaya….

_______________________________


Kal raat machar ne kata mere chehre par,
dil mien junoon tha…aankhoon mien khoon tha,
uthaya ussay masal dene k liye par khayal aya,
kambakht mien bhi akhir apna hi khoon tha…

_______________________________


Kaash hum SMS hotay
aik click main tumhare paas hotay
Bhale tum Hamein delete kar dete
par kuch pal ke liye hum tumharay ehsaas to hotay 

_______________________________


Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
Jiyo apni zindagi aise,
jaise ji raha gulab hai.
Reh kar sath aap kaanto k bhi,
muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai…

_______________________________


Baray hi sarfrosh hua kartay hain,
Haqiqaton ki aaghosh huwa karty hain,
Meri chup se naraz na hua karo,
Gehray samunder hamesha khamosh howa kartay hain… 

_______________________________


Jane kis baat ki mujhko saza deta hai,
meri hasti hui ankhon ko rula deta hai.
_______________________________


Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.

_______________________________


Ae chand, apni chandni per itna guroor na ker,
ek chand sa dost hum bhi rakhtay hain,
Jab taarif tere chand ki hoti hai,
log misaal mere chand ki dete hain.

_______________________________


Door waadiyoN mein dhundley badal
chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain,
Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain


Hindi Love Painful SMS



Waqt ki andhi mein tufan badal jaty hain
zindagi ki rahoon mein insan badal jatay hain

badalta nahi pyar kabhi magar…

pyar karny walay insan badal jatay hain…

Romantic Love Shayari SMS

Tuesday, 8 July 2014



Hans kar gum ko bhulana kitna

muskil hai
Hans kar gum ko bhulana kitna
muskil hai.
Toot kar fir muskurana kitna
muskil hai.
Jub door tak chalo kisee ke saath
to
Tanha loat kar aana kitna muskil
hai.

Visitors