Showing posts with label Shayaris SMS. Show all posts
Showing posts with label Shayaris SMS. Show all posts

Best Hindi Shayaris SMS And Love SMS

Thursday, 7 August 2014


Ho jo nazdik whi dur hua krte he,

...
 Dur Hote he to majbur hua krte he,
..
 Wo na Samje to unka koi Kasur nhi
.. 
Nasamj log bekasur Hua krte Hai.
_______________

Mat Zikar Kijye Meri Adaa K
Baaray
Mai,
Main Buhat Kuch Janta Hoon
Wafa K
Baaray Mai,
Suna Hai Woh Bhi Mohabbat Ka
Shoq Rakhte Hain,
Jo Jante Hi Nahi Wafa K Baara
______________

Toot ke bikharta hu to is baat ka ahsaas hota hai

Zindgi itni taqleef deti hai to mout ka aalam kya hoga

______________

Rulana har kisi ko aata hai...
Hasaana kisi kisi ko aata hai.
Rula kar jo mna le wo aapka dost hai...
Aur jo rula kar khud ansu bahaye wo aapka sachcha pyar hai..
______________

BHEEG JATI HAIN JO PALKE KHBHI TANHAI ME,
DARTE HAIN KI DARD MERA KOI JAAN NA LE,
CHALNA PASAND KRTI HU ME BARISH ME,
KAHI KOI MERE AANSHU NA PEHCHAAN LE..

Love Heart Feel Hindi Shayari SMS

Monday, 14 July 2014

Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh oonchaai kis kaam ki!


Yeh bhi ek dua hai khuda se,
Kisi ka dil na dukhe hamari wajah se,
Aye khuda kar de kuchh aisi inaayat hum pe,
Ki khushiyaan hi milein sabko hamaari wajah se.


Utha hua har hath dua ke liye nahi hota,
Jhuka hua har parda hawa ke liye nahi hota,
Apni galtiyon se bhi chirag bhuj jate hai aksar,
Kasoor hawa ka har baar nahi hota…


Ab ho gaya hai aadmi ,
Bikta hai jahaan pyaar bhi saamaan ki tarah,
Pehchaan bhi hai mushkil mukhauton ke daur mein
Dikhta hai bhediya bhi insaan ki tarah!!


Zindagi ki uljhanon ne hamaari sharaaratein kam di,
Aur log samajhne lage ki hum samajhdaar ho gaye.


Ek talwar ki keemat hoti hai uski dhaar se,
Insaan ki keemat hoti hai uske vyavhaar se.


Choo le aasmaan zameen ki talaash na kar,
Jee le zindagi khushi ki talaash na kar,
Takdeer badal jaayegi khud hi mere dost,
Muskurana seekh le wajah ki talaash na kar.


Thikana kabra hai to
Ibaadat kar musafir
Kehte hain khaali haath
Kisi ke ghar jaaya nahi karte


Ye arzoo nahi ki kisi ko bhulayein hum.
Na tammana hai kisi ko rulayein hum.
Par dua hai us rab se ek hi,
Jisko jitana yaad karte hain usko utana yaad aayein hum.


Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako,
Dua aisi karo ki khuda ko pa sako,
Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain,
Jiyo aise ki har pal mein zindagi pa sako..!

Categories

Visitors